WAFA NA RAAS AAYI LYRICS | Jubin Nautiyal | Himansh | Azlyrics4you
Wafa na raas Aaye song lyrics
Wafa Na Raas Aayee song is latest hindi song sung by Jubin Nautiyal and music is given by Meet bros , lyrics of Wafa Na Raas Aayee are penned down by Rashmi Virag and featuring by Himansh Kohli, Arushi Nishank & Rohit Suchanti.Wafa Na Raas Aaye song is directed by Ashish Panda.
Wafa Na Raas Aaye Lyrics
Song info :-:
Singer : Jubin Nautiyal
Music : Meet bros
Feature : Himansh Kohli , Arushi Nishan & Rohit Suchanti
Lyrics : Rashmi Virag
Director : Ashish Panda
Wafa Na ras aayi lyrics Jubin nautiyal
Rou Ya Hasu Teri Harkat Pe
Ya Fir Teri Tareef Karun
Mere Dil Se Tu Aise Khel Gaya
Ab Jee Na Saku Mar Bhi Na Saku
Teri Zehar Bhari Do Aankhon Ki
Mujhe Chaal Samjh Mein Na Aayi
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Sadiyon Ye Zamaana Yaad Rakhega
Yaar Teri Bewafai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Vaadon Ki Lashon Ko
Bol Kahan Dafnaun
Vaadon Ki Lashon Ko
Bol Kahan Dafnaun
Khwabon Aur Yaadon Se
Kaise Tumko Mitaun
Kyun Na Main Tujhe Pehchan Saka
Sach Tere Nahi Main Jaan Saka
Tere Noor Se Jo Roshan Tha Kabhi
Us Shehar Mein Aag Lagai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Sadiyon Ye Zamaana Yaad Rakhega
Yaar Teri Bewafai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Jis Jis Ko Mohabbat Raas Aayi
Wo Log Naseebo Wale The
Takdeer Ke Hathon Haar Gaye
Hum Jaise Jo The
Sun Yaar Mere Oh Harjai
Hum Thode Alag Dilwale The
Par Jaisa Socha Tha Humne
Tum Vaise Na The
Tune Vaar Kia Sidhe Dil Pe
Aur Palak Bhi Na Jhapkaayi
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
Wafa Na Raas Aayi Tujhe O Harjai
()()()